Sunday, February 22, 2009

Kya aap bike chalatay hain????


Share |

Kya aap bike chalatay hain????

nahi chalatay to koi baaat nahi

chalatay hai to 2 bateain hain...

ya to aap fast chalatay hai ya phir slow

Slow chalatay hain to koi baat nahi

Fast chalatay hai to 2 baaein hain….

ya aap gir jain gay ya nahe girain gay

nahi giray to koi baat nahi

gir gaye to 2 baatein hain….

ya to aap ko zyada chot aye gi ya phir kam

ager kam chot ayee ge to koi baat nahi

ager zyada aye ge to 2 baatein hain….

ya to aap theeek ho jain gay ya nahi

ager theek ho jain gay to koi baat nahi

ager theek nahi hooongay to 2 batein hain……

ya to aap mar jayenge ya to nahi marain gay

agar nahi maray to koi baat nahi

ager maray to us ke 2 batein hain……

ya to aap jannat mai jain gay ya jahanum mai

ager jannat main jain gay to koi baat nahi

ager jahanum me jain gay to........

abe Khud soch lain na fast bike chalanay ka anjaam kya ho shkata hai!!!

Share |

No comments yet